Skip to content

Best Agriculture Store in Pakistan

rice crop banner

Collection: Rice

اس سیکشن میں چاول کی کاشت سے متعلق تمام ضروری مصنوعات ایک ہی جگہ پر دستیاب ہیں۔ یہاں آپ کو اعلیٰ معیار کے چاول کے بیج، کھادیں ، مائیکرونیوٹرینٹس، جڑی بوٹی مار ادویات ، کیڑے مار ادویات ، فنگس کش ادویات  اور فصل کی بہتر نشوونما کے لیے درکار دیگر زرعی مصنوعات مل جائیں گی۔

مزید آسانی کے لیے بائیں جانب میں مختلف کیٹیگریز دی گئی ہیں، جہاں سے آپ اپنی ضرورت کے مطابق مصنوعات کو فلٹر کر کے مطلوبہ پروڈکٹ جلدی تلاش کر سکتے ہیں۔

Compare (0/5)

121 products

Vellamin Amino Acid Fertilizer for Crop Growth 500ml

Crop Nutrition

Vellamin Amino Acid Fertilizer 500ml – 10% Amino Acids for Crop Stress Support

Regular price Rs.1,445.00
Sale price Regular price

IR Farm — Rice Ka Mukammal Hal, Nursery Se Harvesting Tak

IR Farm laya hai dhan (Rice) ugane wale kisaan bhaiyon ke liye ek mukammal solution. Ab aapko beej, fertilizers, herbicides, fungicides, insecticides aur micronutrients ke liye alag alag jagah dhoondhne ki zarurat nahi. Rice ki fasal ke liye zaroori tamam agricultural products ek hi jagah, best quality aur munasib prices par dastiyab hain.

Sirf products hi nahi, balki IR Farm ne Rice Crop Plan bhi tayar kiya hai jisme nursery ki tayyari se lekar transplanting, weed control, khadon ka schedule, keeron aur bimariyon ka control, aur harvesting tak har stage ke liye munasib products aur rehnumai mojood hai. Is se aap apni fasal ko sehatmand bana kar behtar paidawar aur behtareen quality hasil kar sakte hain.

Chahe aap Super Basmati, PK-386, KSK-133, IRRI ya kisi bhi rice variety ki kasht kar rahe hon, IR Farm par aapko har stage ke liye munasib products aur expert guidance mil jayegi. Ab Rice farming aur bhi aasaan, munazzam aur munafa bakhsh ban sakti hai.

<strong>Trusted Original Products</strong>

Trusted Original Products

From trusted agriculture brands

<strong>Nationwide Delivery</strong>

Nationwide Delivery

Shipping across Pakistan

<strong>Farmer Support</strong>

Farmer Support

Product guidance available

<strong>IR Farm Sargodha </strong>

IR Farm Sargodha

Shop online or visit our store